• Home
  • Social
    • Current Issues
    • Let’s Talk
    • Podcast
  • Lifestyle
    • Fashion
    • Beauty
    • Health
    • Tech
    • Travel
    • DIY
  • Wedding
    • Awareness
    • Designers
    • Destination Wedding
    • Guides
    • Myths & Mindsets
    • Photography
    • Planners- Event Managers
    • Tips
  • Entertainment
    • Celebrity
    • Dramas
    • Movies
    • Music
  • The Talk Community
    • Featured Stories
    • Inspiring Women
    • Success Stories – Dil Ka Rishta
  • اردو
  • Login
  • Register
No Result
View All Result
TheTalk
  • Home
  • Social
    • Current Issues
    • Let’s Talk
    • Podcast
  • Lifestyle
    • Fashion
    • Beauty
    • Health
    • Tech
    • Travel
    • DIY
  • Wedding
    • Awareness
    • Designers
    • Destination Wedding
    • Guides
    • Myths & Mindsets
    • Photography
    • Planners- Event Managers
    • Tips
  • Entertainment
    • Celebrity
    • Dramas
    • Movies
    • Music
  • The Talk Community
    • Featured Stories
    • Inspiring Women
    • Success Stories – Dil Ka Rishta
  • اردو
  • Login
  • Register
No Result
View All Result
TheTalk
No Result
View All Result

Larkian Shadi aur Profession ko kaisay Sath Lay kar Chalain?

October 14, 2025
in Social, Awareness, Current Issues, Let's Talk, Wedding
Larkian Shadi aur Profession ko kaisay Sath Lay kar Chalain?

 

Aaj ke daur ki aurat sirf ghar tak mehdood nahi rahi. Wo education, career aur self-growth mein barabar ka hissa lay rahi hai. Magar jab shadi hoti hai, to uski zindagi ka aik naya safar shuru hota hai  jahan usay apni professional life kay sath ghar ki zimmedariyan bhi nibhana hoti hain. Sawal ye hai: kaam karnay wali aurat shadi kay baad apna ghar aur job dono kaisay sambhale?

 

Time Management

Larkian Shadi aur Profession ko kaisay Sath Lay kar Chalain?

Sabsay pehlay raaz hai time management. Har cheez kay liye aik routine banana bohot zaroori hai. Subha kaam say pehlay chhoti chhoti planning kar lein  jaisay lunch aur dinner ka schedule, kapron ka management aur ghar ki safai ke liye time fix karna. Agar har din kay liye ek realistic routine bana li jaye to zindagi asaan ho jati hai.

 

Life Partner ki Support

Larkian Shadi aur Profession ko kaisay Sath Lay kar Chalain?

Ek working lady tabhi balance bana sakti hai jab uska partner samajhdar aur supportive ho. Shohar ka farz hai kay wo sirf expect na karay, balkay mil kar zimmedariyan share karay. Chhoti madad, jaisay breakfast banana ya bachon ko school kay liay ready karwana, bohot bara difference paida kar deta hai.

 

Planning aur Priorities

Larkian Shadi aur Profession ko kaisay Sath Lay kar Chalain?

Ghar ke tamam kaam ek saath karna mushkil hota hai, is liye priorities set karna zaroori hai. Har din unhi kaamon ko pehlay karein jo sabsay zaroori hain. Kam important kaam weekend kay liye chhod dena koi bura nahi.

 

Apne Liye Waqt Nikalna

  Larkian Shadi aur Profession ko kaisay Sath Lay kar Chalain?

Kaam aur ghar kay darmiyan apnay liye waqt nikalna bhi zaroori hai. Agar aurat khud mentally aur physically fit hogi to har zimmedari behtar nibha payegi. Thoda sa walk, chai ka cup, ya apni pasandida kitab parhna  ye chhoti chhoti cheezein stress kam karti hain.

 

 Professional aur Personal Life 

Larkian Shadi aur Profession ko kaisay Sath Lay kar Chalain?

Kaam kay  masail ghar lay kar na aayen, aur ghar kay masail office tak na le kar jaayen. Ye balance banana mushkil zaroor hai, magar mumkin hai. Har jagah apni energy aur focus positive rakhein.

 

Modern Sahulaton ka Istemaal

Larkian Shadi aur Profession ko kaisay Sath Lay kar Chalain?

Aaj kal technology aur smart devices nay kaafi madad asaan kar di hai. Online grocery apps, washing machines, vacuum cleaners aur meal planners ka istemaal time bachata hai. Working ladies in tools ko apni life ka hissa bana kar stress kam kar sakti hain.

 

Family aur Communication

Larkian Shadi aur Profession ko kaisay Sath Lay kar Chalain?

Ghar ke sab members kay sath connection mai rahein. Agar har shakhs apni zimmedari samajh kar kaam karay to kaam ka bojh kam ho jata hai. Bachon ko chhoti zimmedariyan dena unhay responsible banata hai, aur ghar ka mahaul behtar ho jata hai.

 

Ammara Khan

Ammara Khan

Related Posts

Why Has Marriage Become So Complicated Today?
Lifestyle

Why Has Marriage Become So Complicated Today?

October 13, 2025

  Marriage is that “sweet laddoo” of life about which it’s often said, “Whoever eats it regrets it, and who doesn’t, regrets it too!” But the real question is why has marriage become so complicated today? In earlier times,...

Zehni Sehat Ka Aalmi Din Aur Shadi Kay Masail
Health

Zehni Sehat Ka Aalmi Din Aur Shadi Kay Masail

October 9, 2025

  10 October ko duniya bhar mein Zehni Sehat ka Aalmi Din manaya jata hai. Aalmi Idara-e-Sehat kay mutabiq duniya bhar mein taqreeban 45 crore afrad kisi na kisi dimaghi aarzay mein mubtala hain, jismein sab se zyada payi...

“La Zawal Ishq” hasil karna kya waqai itna mushkil hai?
Entertainment

“La Zawal Ishq” hasil karna kya waqai itna mushkil hai?

October 7, 2025

    Mohabbat ka jazba duniya kay qadeem tareen jazbaat mein shumar hota hai kyunkay isi jazbay ki bunyaad par duniyavi zindagi ka aaghaz hua. Qadeem tareen honay kay bawajood is jazbay se mutaliq masail abhi tak joon kay...

Dil Ka Rishta VIP : Where Premium Matches Begin
Wedding

Dil Ka Rishta VIP : Where Premium Matches Begin

October 6, 2025

  Finding a life partner has always been a delicate and important matter. In today’s busy world, where time is limited and schedules are demanding, people need a reliable platform that understands their requirements and offers quick solutions. To...

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Categories

Popular

  • Edgy and Bold: Choppy Shag Hairstyles for a Stylish 2023

    Edgy and Bold: Choppy Shag Hairstyles for a Stylish 2023

    0 shares
    Share 0 Tweet 0
  • 5 Venue Options for Wedding Shoots in Lahore

    0 shares
    Share 0 Tweet 0
  • 5 Venue Options for Wedding Shoots in Karachi

    0 shares
    Share 0 Tweet 0
  • When to Get Married According to the Hijri Calendar?

    0 shares
    Share 0 Tweet 0
  • Top 5 Female Wedding Photographers In Pakistan

    0 shares
    Share 0 Tweet 0

Submit Your Success Story

Subscribe to The Talk and get updated right in your Email
  • Social
  • Lifestyle
  • Entertainment
  • Wedding
  • The Talk Community
  • Contact Us
get dil ka rishta on play store
Facebook Twitter Instagram Youtube
get dil ka rishta on play store
Facebook Twitter Instagram Youtube

Welcome Back!

Login to your account below

Forgotten Password? Sign Up

Create New Account!

Fill the forms below to register

All fields are required. Log In

Retrieve your password

Please enter your username or email address to reset your password.

Log In
No Result
View All Result
  • Home
  • Social
    • Current Issues
    • Let’s Talk
    • Podcast
  • Lifestyle
    • Fashion
    • Beauty
    • Health
    • Tech
    • Travel
    • DIY
  • Wedding
    • Awareness
    • Designers
    • Destination Wedding
    • Guides
    • Myths & Mindsets
    • Photography
    • Planners- Event Managers
    • Tips
  • Entertainment
    • Celebrity
    • Dramas
    • Movies
    • Music
  • The Talk Community
    • Featured Stories
    • Inspiring Women
    • Success Stories – Dil Ka Rishta
  • اردو