Dosron ki band mat bajao: Apni baraat kay “bajay” ka socho!
Hamare yahan ye “chalan” aam hai ke jab tak hum apne kaam par na lag jayein, dosron ke kaam mushkil bana dete hain. Yehi rawaiya humein Youm-e-Azadi par bhi nazar aata hai jab “Azadi ke mutalashi” dosron ki zindagi haraam kar detay hain. Kisi bhi beemar, aazaar, kisi bhi imtihaan, khandan walon ke" taanon", shareekon ki "chaalon" aur sab se barh kar apni pareshaniyon mein uljhi 80% awaam ka soche baghair "bajay" bajane se baaz...